Dil main kuch ghum, aankh main kuch nami…..aur qalam se kuch naye alfaaz………………….!!!
Raaste badal jaate hain, manzilain badal jaati hain,
Kyun nahin badalte dil jo taqdeerain badal jaati hain
Dil wohi rehta hai, yaadon ki anginat karchaiyaan le ke,
Aankhon ki nami chupa kar, nazrain badal jaati hain
Rooh rehti hai har lamha ashkbaar, lab hanste hain,
Bahar aur andar ki kis tarah fizaain badal jaati hain
Koi hota hai rafta rafta zindagi se door, bohot door
Haathon ki yeh lakeerain kyun aksar badal jaati hain !!

bin dekhay kis ko apni pehchan banay bathay ho
jaan tu hai pass tumhare kis ko apni jaan banay bathay ho
wapis anay ki umeed tu jane walon ki hoti hai
tum kyun rah main charagh jalay bathay ho
mohabbat panay k baad kya karo gay nadan
tum pahle hi iss k agay gardan jukay bathay ho
jal na jain ass ki dhoop main arman tumhare
tum dil main bahit arman sajay bathay ho
choro in masartoon ko yunhi ay dost
kin parchaion ko tum insaan banay bathay ho
Very nice Mudassar Sb. Well written !
it is a nice one.
hello
hi
mere dil ke armano mein koi nasha sa cha gaya hein,kal tak jo tha hamara aj wo pa gaya hein,is ishq mein aisi halat hui,jo sacha naa tha wo bhi saha gaya hein….
yeh ishq badi buri cheez hein,kuch bhi ho par badi azzez hein,wo kya samje ishq ko,jo hawas ka reech hein…..
Nice Gaurav
Hello Rabail !
Aapka bohot shukriya harris !
Hi satyabir, thanks for coming here.
asalam valaikum
app ko kabe bi is mail ko sayari send karo
mobil ko sms karo +919290864129
i requesting
take kare
Wo jate hue keh gaye ki hum sapno me aayenge
wo ek bar wada to kr de hum to zindagi bher ke liye so jayenge.
Thanks Awez for your comments….I write on this site and Yoindia…..plz keep reading here.
Regards
Nice one Rakkesh Raj