Pyare doston,
Aap ka bohot bohot shukriya aapne yahan aa ke parha, sarahaa…..pasand kiya. Magar ab na qalam hai haath main na zubaan pe alfaaz….shayad ab yahan likhna na ho……jab lafz hi nahin to kya likhen….
Aap ka bohot bohot shukriya….
Shayara !!
Kuch dil ki daastaan……
Pyare doston,
Aap ka bohot bohot shukriya aapne yahan aa ke parha, sarahaa…..pasand kiya. Magar ab na qalam hai haath main na zubaan pe alfaaz….shayad ab yahan likhna na ho……jab lafz hi nahin to kya likhen….
Aap ka bohot bohot shukriya….
Shayara !!
Dear Shayara,
Pls kuch to likhiye
Dear Shashank,
Aapka shukriya..koshish karenge phir se yahan aane aur likhne ki.
Dear Shayara ji,
zindagi kabhi na rukne ka naam hai,
aisa kya kua ki aapne aapni kalam rok di,
aap aapne hoth to hilaye alfaaz hun layenge.
Aap ko aapne pyar ka wasta aap likhna shuru kijiye.
Waiting for more from you.
One Friend
Rahul
Dear Rahul,
I am touched by your comments….I will start writing here again.
Thanks a lot dear friend,
Shayara
Thanks a lot Shayara Ji ,
Aap ki baat se aapki udasi saaf jhalakti hai….
Is baat per mere ko sirf yahi yaad aata hai ki,
Udasiyon ka koi sabab ho to bataye,
Ki hum aksar be sabab udas raha kartein hain……
Waah ! ek chote se sher main kitne gehre maa’ne chupe hain….. shukriya Rahul
Chehre pe hai banawat ka Gussa
Aankho se Chalakta Pyaar Bhi hai
Is Shauk-e-ada ko kya kahiye
Inkaar Bhi hai Iqraar bhi hai….
Nice
Main shayar to nahi hu par SHAYARO ko salam karta hu, DIL MAIN GAMO KA TOOFAN LIYE AAPKO SALAM KARTA HU , ITNI GAHRAI TAK CHU GAYI HAI AAPKI SHAYARI , KI IS MAIN LIKHE EK EK LAFZ KO SALAM KARTA HU.
Itni tanha hai meri jindagi ki jeene se darta hu fir bhi jiye jaa raha hu mujhe khud pata nahi ke is jindagi ke kab sham hogi.
Kapil..aapka bohot bohot shukriya…aapke lafz dil ko chu gaye…..
i like this shayari plz join me in u r blog plz and send
me more and more shayari
Shayar ji pehlo to main thanks kahna chahunga aapko aur kuch main bhi likhna chahunga gam e dil ke maare hai
har baazi jeet ke haare hai
yeh jo meri joli main patthar hai sab mere chahne walo ne maare hai
Bohot shukriya Rupesh…..aur bohot khoob…bohot achcha likha hai aapne..!!
Hi Raj,
You can always visit my blog.
Shayara
HASRAT HAI SIRF UNHE PAANE KI, OR KOI KHWAAHISH NAHI IS DEEWANE KI. SHIKWA MUJHE UNSE NAHI, KHUDA SE HAI, KYA ZARURAT THI UNHE ITNA KHOOBSURAT BANANE KI……………
Hi,
Im waiting for ur new shayaries, plzz dont upset ur fans…
With lots of Luv,
Zeba
Nice lines Shankar……
Zeba,
I am so thankful to you for your comments….These are really one of the most lovely comments I have ever got
Thanks so much dear
i am afzal in dubai my like your shayari ok
Hi Afzal….Thanks so much…
I will soon post some of my recent work…